ADVICE MESSAGES

Posted by admin on April 13, 2016 in ADVICE MESSAGES |
qgJb7mj__400x400

There are many people around us who are slow learners. It is said that it is very easy to move on leaving the slow person behind but the great people are those who go along with such people. You can change their learning pace from slow to fast but at least you can make them feel better that they have some support.
============================================
Jb tum namaz na parho to mat socho keh waqat nai mila, balkey ye socho k tum se konsi ghalti hui hai k Allah Pak nain tum ko apne samney khara krna pasand na kiya.
============================================
Apne chehre pe khushi k phool sajaya kro,
Gham Samandr se b gehra ho Muskraya kro,
Choti baatain jo nafrat ka sabab bnti hain,
Meri bat mano unhe bhool jaya kro.

============================================
Rishton ki asal khubsurti ek doosray ke baat ko bardasht karna hai.
Be aeb insaan talash mat karo warna akele reh jao gay
============================================
kisi sey naraazgi ka waqt itna taweel na rakho ke wo tumhaare bagair hi jeena seekh jaye”.
============================================
Jo shakhs ALLAH se darta hai woh kabhi badla nahi leta.
============================================
Kisi par aetamaad na karo, jab tak usey ghussey mein na dekhlo.
============================================
ALLAH. dey kar bhi aazmata hay aur ley kar bhi, Ghareeb aadmi roti ke liye daudta hai aur Ameer roti hazam karne ke liye.
============================================
Bat Alfaaz ki nahi lehje ki hoti hai,
kisi ke barey mein bura mat soncho,
Ho sakta hai wo ALLAH ki nazar me tumse behtar ho.
============================================
A paper flying in air is due to is luck,
But a bird is flying due to its efforts.
So if luck is not with you,
Efforts r always there to support u.
============================================
Pani Peene k sahi ouqaat jab wo Jism per Behtar tor per Asar Andaaz ho sakta hai.
1)-1 Glass subha Uthne k baad androoni A’aza ko Activate kerta hai.
2)-1 Glass Nahaane k baad Blood Pressure kam kerta hai.
3)-2 Glass khana khane k 30 mint pehle Hazme ko Behter Banaane me Madad deta hai.
4)-Aadha glass sone se Pehle Heart Attack or Brain Stroke se Bachaane me Madad kerta hai.

Tags: , ,

Copyright © 2008-2024 Only Messages All rights reserved.
This site is using the Desk Mess Mirrored theme, v2.5, from BuyNowShop.com.