Koi "PIYAR" Krne wala Agr "DUKH" De
Or
Aankhon Me Aansu Aa Jaye To
Is Yaqeen Ke Saath
Aansu Saaf Ker Lena
Ke
Us PAL Me
Wo
Tum Se Kahen Ziyada
"ROYA"Ho Ga..
Unki wafaon Ne Hamain Ik Tehzeeb Sikha Di Hai
"SAHIB"
Ham Rootay Huwe Soo Jaatay Hain Par §hikwa Nahi kartaY.
Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ¡ Laakh
koshish ki magar fasla mita he nahi¡ Us ko majboor zamane ne is kadar kar
diya k¡ Meri kisi saada par woh thehra he nahi¡ khuda se jholi pehla kay
manga tha usay ¡ Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi¡ Har aik se pucha
sabab us kay na milne ka ¡ Har eik ne kaha woh tere liye bana hi nahi¡!!
Labon ki hasi tere naam kar denge,har kushi tujh par
qurban kar dange,jiss din hogi kami meri dosti main,zindagi ko moot ke naam
kar dange.
Loneliness hurt me,
but i want to be alone bcoz ur feeling & love gives me energy to live alone
Tumhare bad baqi to sb THEEK hai lakin...
Jahan pehlay dil tha wahan ab DARD rehta hai...
Na Guzra kro un Galiyon se Jahan wo sath tha Faraz
Wo Galiyan b Tarap uthti hain tujhe akela dekh kr.
Kuch log safar k liey hotay nahin mozoon....
Kuch rastay nahi kat tay tanha usay kehna....
zarkhaiz zameenain kabhi banjar nahin hotin...
Darya hi badal laitay hain rasta usay kehna
Us nay mujh se bewafai ki
Us nay meri jagg hansai ki